Sunday, November 28, 2010

pyar

Pyar aatma ki parchhai haiIshq ishwar ki ibadataur Mohabbat zindagi ka maksadmagar afsos ki baat hai chunni babu,ki aapke dost ke paas to kuchh bhi nahi hai,na atma na ibadat na maksad,aur aap ye jo baar baar hathon main rupaye pakadte hain na dev babu,kotho par ye tawayafo ke talwon main hote hain,agar itna hi ghamand hai apne aap par, to hame wahi lauta dijiye,jo humne aap par kharch kiye hain, do rateinhumari do ratein udhar rahee aap par dev babu,jab tak aap nahi aayenge mahfil nahi sajegi,in aankho ko aapka intazaar rahega

No comments: