Wednesday, December 8, 2010

kuch nazam

Mere lafzon ki pehchan agar wo ker leta !Use mujh se nahi, khud se hi mohabbat ho jati !!

Pyaar to door ki baat hai mujhe dosti bhi ab gawara nhi e faraj!Kambakhat jakhm hi itne mile hai ki dar kar toot si gya hu mai !!

Mere haalaat par najane kyu, koi musafir bhi rehm karta hai!Kambakhat bs akele mai hi khud ko pehchan nhi pati !!

“Time is infinitely more precious than money,and there is nothing common between them.You cannot accumulate time; you cannot borrow time;you can never tell how much time you have leftin the Bank of Life. Time is life….”

“Beh Jayenge Ashk, Daaman Tak Na Milega,Mere Dil Ke Zakhamo Ko Marhum Tak Na Milega.Tujhe To Reshmi Aanchal Mil Jayenge,Mumkin Hai Meri Laash Ko Kafan Tak Na Milega”

“sabr karne se ajkal milta hi kya hai faraj
Kambakhat mera ek ajij dost hua karta tha”

हम

और अपने जमाने भी तो कभी आते नही,
झूठे वादों से तो हम दिल बहलाते नही,
बेवक्त यूँ ही हर वक़्त हम मुस्कराते नही,
तुमने तो सीखी ही नही मनाने कि अदा,
इसीलिए तो हम कभी रूठ जाते नही,
तेरा ही जिक्र हो रहा है इस जमाने में,
और अपने जमाने भी तो कभी आते
नही,हम नादान,अनजान,बिना नामो-निशान,
न पूछो तो, हम क्या है, बतलाते नही,
प्यार क्या है महसूस तो किया होता,
हम पर इल्जाम है कि समझाते नही !

Sunday, November 28, 2010

babuji ne kahaa gaon chhod do,sabne kahaa paro ko chhod do,paro ne kahaa sharaab chhod do,aaj tumne kah dia, haweli chhod do,ek din aayega jab wo kahenge, duniya hi chhod do

Yu nazar se nazar ki baat ki, ki dil chura le gayehum to samjhe the but, aap to dhadhkan suna gaye

Kaun kambakht bardasht karnay ko peeta hai hum to peete hain ki yahan par bhaith sakain tumhein dekh sakain, tumhain bardasht kar sakain, behosh ho sakain, paroo ko bhula sakain, par chandramukhi, yeh paroo ki yaad hamain hosh khone nahi deti, kyun itna peene ke baad bhi uski yaad hame satati hai din raat kyun .....kyun itna na samajh ho jata hai insaan ....kyun galti kar bhaithata hai ...kyun ek choti si galti ki itni bari saza milti hai ki zindagi ke raaste hi alag ho jate hain, ek chala jaye shadi ke raaste par aur DUSSSSHHHHHHHHHHHH.....

apne hisse ki zindagi to hum jee chuke chunni babuab to bas dhadkano ka lihaaz karte hainkya kahen ye duniya walo ko jo,aakhari saans par bhi aitaraaz karte hain

pyar

Pyar aatma ki parchhai haiIshq ishwar ki ibadataur Mohabbat zindagi ka maksadmagar afsos ki baat hai chunni babu,ki aapke dost ke paas to kuchh bhi nahi hai,na atma na ibadat na maksad,aur aap ye jo baar baar hathon main rupaye pakadte hain na dev babu,kotho par ye tawayafo ke talwon main hote hain,agar itna hi ghamand hai apne aap par, to hame wahi lauta dijiye,jo humne aap par kharch kiye hain, do rateinhumari do ratein udhar rahee aap par dev babu,jab tak aap nahi aayenge mahfil nahi sajegi,in aankho ko aapka intazaar rahega

aitraaz

apne hisse ki zindagi to hum jee chuke chunni babuab to bas dhadkano ka lihaaz karte hainkya kahen ye duniya walo ko jo,aakhari saans par bhi aitaraaz karte hain

aitraz

Apne hisse ki zindagi to hum jee chuke chunni babu,Ab to bas dhadkanon ka lihaj karte hain,Magar kya karen duniya walon ka,Jo aakhari saans par bhi aitaraz karte hain.

aitraz

Apne hisse ki zindagi to hum jee chuke chunni babu,Ab to bas dhadkanon ka lihaj karte hain,Magar kya karen duniya walon ka,Jo aakhari saans par bhi aitaraz karte hain.

devdas

Dil ke chhalon ko koi shayari kahe, to parwah nahiTakleef to tab hoti hai, Jab koi wah-wah karta hai

Monday, October 25, 2010

dard bankar geeton se

kandhe par sar rakh k hum unke khud he sapne bunte rahe
kaun kare aub yaad humein hum khud he hichkiyaan lete rahe,
ladna maujon se dushwaar toh tha par joojha kiye
sahra ki sukhee ret mein hum apni naiya bhi khete rahe,
zakham khaye kitne dil ne aaya jab bhi yeh khayal
naam tera mann he mann mein hum chupke chupke lete rahe,
khabar teri humko thodi kabhi kahin mil jaati hai
khud he chithhi likh likh k khud he uttar dete rahe,
aaj kahin fir se hum dum tum aakar kahin mil jao
soch k bus aise baatein dil ko tasalli dete rahe,
aankhen meri band hone ko hai aur saanse bhi hai thamne waali
Dard bankar geeton se hum naye saari fizayein bharte rahe

Tuesday, February 23, 2010

few shayari's

aaj door se hi koi salaam kar gaya, Apni dhadkane benaam kar gaya, Saasein girvi raki thi jiske paass,Aaj wohi hame nilaam kar gaya...

Hame aadat thi bahut peene ki,magar usne kasam dekar chudaadi,magar jab baite the yaaro ki mehfil me toyaaro ne uski kasam deke pilaadi...

mujhko rulaakar dil uska bhi roya hoga,chehra aansuon se usne bhi dhoyaa hoga,na huwa haasil hame kuch pyaar me to kya,use bhi apna kuchh to khoyaa hogaa…

Na thi jisko mere pyaar ki kadar,Ittefaaq se usi ko chaah raha tha mein,Usi diye ne jalaaya mere haathon ko,Jisko hawaa se bacha raha tha mein…

Palkon se utha ke ye khwaab,Sajaaye hein kadmon mein tere.Samhaal ke rakhna kadam,Kaheen kuchal na jayein khwaab ye mere

jakhm itne gehre hain izhaar kya karein,hum khud nishana ban gaye waar kya karein,marne ke baad bhi meri aankhein khuli rahein,ab isse badhkar tera intezaar kya karein...!

dhuwaan utha hai kahin aag jal rahi hogi, aseer(kaid) roshni bahaar nikal rahi hogi, palak se paani gira hai to use girne do, koi puraani tamanna pighal rahi hogi.

Kabar ki mitti utha ke le gaya koi, isi bahane humein choo kar chala gaya koi, tanhayi aur andhere mein khush they hum, lekin phir se intezaar karne ki wajah de gaya koi…

Tumhe Laakhon ki bheed mein pehchaanta hai koyi,Din raat khudaa se tumhe maangta hai koyi, Tum vaakif nahin khud se itna,Tumhe tum se bhi zyaada jaanta hai koyi!

Masjeed ki namaaz ya mandir ki duwaan ho tum,Khudaa ke tofaa ya khud khudaa ho tum,Ye mere dost khud karlo faisla…Dil mein rehtey ho ya dil ki jagaah ho tum!


:(((

zakhm mere dil ke jab bhar jaayenge, aansu bhi moti banke ubhar jaayenge, yeh mat poochna kis kisne dhokha diya… warna kuch apno ke chehre bhi utar aayenge…

dua

Duwaa karte hain hum sar jhukaaye,

Ae dost tu apni manzil ko paaye,

Agar kabhi teri raaho mein andheraa aaye

toRoshni ke liye khudaa hum ko jalaaye

shart

unki yaad me sab kuch bhulaaye baithe he,
chiraag khushiyon ke bujhaaye baithe he,
hum to marenge unki baaho meye
maut se shart lagaaye baithe he.

Saturday, February 20, 2010

missing you a lot

I'm trying really hard not to cry over you,because every tear is just one more reminder,that I don't know how to let you go.

socha na tha

Socha na thaa teri ulfat mey aisee thokar khaayenge Pyar kee duniya mey saans lene sey pahle hi mar jaayenge Ab pataa chala ke Ishq ek Khel hai koi jasbaat nahi Aur kitney dil yaha jeete aur haarey jaayenge Chahti tau hu magar aasaan nahi tuje bhoolna teri yaadon ke sahaare yuhin din kat tey jaayenge…

tanhai

Tanhaai bhari zindagi ka safar mila; na saathi, na humsafar mila. Hum diya jalta chhod gaye the unke liye; jab vaapis laute to jalta huwa ghar mila