Friday, October 23, 2009

shayari of gaalib with translation in english

Ankhey to pyar me dil ki zuban hoti he ,Sachi chahat to sada bezuban hoti he ,pyar me dard bhi miley to kya ghabrana ,suna he dard se chahat aur jawa hoti he………… ……… ……… ………Jane Kya soch kar lahre sahil se ,Takra ke laut jati he ,Samajh me nahi aata vo kinare se bewafai karti he ,ya laut kar samundar se wafa nibhati he…………… ……… ……… ………Mere Haathon Se Gir Gai Lakire Kahi ,Bhool Aaye Hum Aapni Takdirey kahi ,Agar Mile Tumko Kahi Too Utha Lena ,Mere Hissey Ki Har Khushi Aapne Haathon Pe Saja Lena..………… ……… ……… ………Pyase Ko Ek Katra Pani Kafi He ,Ishq Me Chaar Pal Ki Zindagi Kafi He ,Dubne Ko Samandar Me Jaye Kaha ,Aapki AankhoN Se Tapka Vo Pani Kafi He.



Again the heart has become impatient Its ( the heart is ) ready to be wounded ( again )
Again the craving for love has been witnessed ( felt )(and) the order of weeping has been pronounced (again)
(This) self detachment isn't without a reason GhalibThere's something that isn't disclosed} fir kuchh is dil ko beqaraaree haiseena zoya-e-zaKHm-e-kaaree hai
Fir hue haiN gawaah-e-ishq talabashq_baaree ka hukm_zaaree hai
be_KHudee be_sabab naheeN 'GHalib'kuchch to hai jiskee pardaadaaree hai

जिन्दगी

जिया है जिन्दगी तो इस कदर, हर गम को भुलाना चाहता हूं
ज़िन्दगी में कुछ भी नहीं बस एक मुकाम चाहता हूं

तबाही की अपनी मिंसा छोड़ आये बरकदर बरक दास्तां छोड़ आये ,
दर अजनबी से पता पूछते ए ज़िन्दगी हम तुम्हे कहां छोड़ आये

आहट

इन आसूंओं से ऐसी आहट क्यों होती है, जाने दिल में ये सुगबुगाहट सी क्यों होती है ,किसी के जाने का गम इस कदर छाया है, बिन आवाज़ बादलों में गर्गाराहट क्यों होती है,घिर गया हूं इन्ही सवालों में, सांसें रुकी पर आंखें नम क्यों होती है

gaalib

aaiinaa kyuu.N na duu.N ke tamaashaa kahe.n jise aisaa kahaa.N se laauu.N ke tujhasaa kahe.n jise
hasarat ne laa rakhaa terii bazm-e-Khayaal me.n guladastaa-e-nigaah suvedaa kahe.n jise
phuu.Nkaa hai kisane goshe muhabbat me.n ai Khudaa afasuun-e-intazaar tamannaa kahe.n jise
sar par hujuum-e-dard-e-Gariibii se Daliye vo ek musht-e-Khaak ke saharaa kahe.n jise
hai chashm-e-tar me.n hasarat-e-diidaar se nihaa.N shauq-e-inaa.N guseKhtaa dariyaa kahe.n jise
darakaar hai shiguftan-e-gul haaye aish ko sub_h-e-bahaar pa.nbaa-e-miinaa kahe.n jise
"Ghalib" buraa na maan jo vaaiz buraa kahe aisaa bhii koii hai ke sab achchhaa kahe.n jise Koye Omeed bar Nahin AateKoye Sorat Nazar Nahin Aate
Mout Ka Ek Din Moheyn HayNeend Keyon Raat Bar Nahin Aate
Aagay Aate The Hal_e Dil Pay HansiAb Kise Baat Pay Nahin Aate
Janta Hon Sawab Tahat_o zahidPar Tabeyat Edar Nahin Aate
Keyon Na cheykhon K yaad kartay HainMayre Awaz Gar Nahin Aate
Ham Wahan Hain Jahan Say Ham Ko bKuch Hamare Khabar nahin Aate
Martay Hain Arzo Main Marnay KeMout Aate Hay Par Nahin Aate
Kahbay Kis Monh Say Jao Gay GHALIBSharam Tum Ko Magar Nahin Aate