babuji ne kahaa gaon chhod do,sabne kahaa paro ko chhod do,paro ne kahaa sharaab chhod do,aaj tumne kah dia, haweli chhod do,ek din aayega jab wo kahenge, duniya hi chhod do
Yu nazar se nazar ki baat ki, ki dil chura le gayehum to samjhe the but, aap to dhadhkan suna gaye
Kaun kambakht bardasht karnay ko peeta hai hum to peete hain ki yahan par bhaith sakain tumhein dekh sakain, tumhain bardasht kar sakain, behosh ho sakain, paroo ko bhula sakain, par chandramukhi, yeh paroo ki yaad hamain hosh khone nahi deti, kyun itna peene ke baad bhi uski yaad hame satati hai din raat kyun .....kyun itna na samajh ho jata hai insaan ....kyun galti kar bhaithata hai ...kyun ek choti si galti ki itni bari saza milti hai ki zindagi ke raaste hi alag ho jate hain, ek chala jaye shadi ke raaste par aur DUSSSSHHHHHHHHHHHH.....
apne hisse ki zindagi to hum jee chuke chunni babuab to bas dhadkano ka lihaaz karte hainkya kahen ye duniya walo ko jo,aakhari saans par bhi aitaraaz karte hain
%5B1%5D.jpg)
No comments:
Post a Comment